
Sasural Murder Ka [Hindi]
Vikram, ek greedy aadmi, Ananya se shaadi karta hai, lekin uska asli maqsad uski daulat tha. Apni girlfriend Rhea ke saath milkar, wo ek jhooti shaadi ka plan banata hai. Dono milkar Ananya ka khoon kar dete hain, taaki saari daulat unke naam ho jaye. Lekin jab unhe lagta hai ki unhone sab kuch jeet liya, tabhi ek shocking twist hota hai. Ananya ki ek judwa behen thi, Avni, jo apni behen ki saari daulat ki malik ban jaati hai. Avni ko jaldi hi samajh aata hai ki Vikram kabhi Ananya se pyaar nahi karta tha, bas uski daulat hathiyaana chahta tha. Ab Avni ko Vikram ke khooni plan ka raaz sab ke samne lana hai. Vikram kaise apne crime se bach paayega, ya police ke haath pakda jayega? Kya Avni Vikram ke khilaaf sab saboot laayegi? kaun jeetega... Vikram ya Avni?











