
Empire Of Tomorrow
25 saal ka Double PhD Jin time travel karke hazaaron saal pehle Chen ke sharir mein pahunch gaya, jo ek sharabi aur juaari tha. Apne scientific dimaag aur inventions ki madad se usne na sirf apni kismat badli, balki doston aur gaonwalon ko bhi ameer bana diya. Lekin uski tarakki se jalne wala Jiladhikari Lee, jo Nina ko paana chahta tha, use barbaad karne ke liye saazishen rachne laga. Kya Chen har chaal ka muqabla kar paaya?











