
Daddy Ke Dost Ki Dulhan
Naina ka dil tootne ki raat usse seedha Samar Bajaj ki zindagi me le aayi. Samar, jo usse 13 saal bada aur usse kahin zyada samajhdaar tha. Nashe me hui ek galti ne unhe shaadi ke bandhan me baandh diya. Naina ko laga yeh rishta bas majboori hai… par Samar to kabse chhup-chhup kar usse chahta tha. Use sirf ek cheez ka intezaar tha — us pal ka, jab Naina usse sach-much dil se chahegi










